Har Manjar Har Lamha from Baabul Movie (Aadesh Shrivastav)

Har manjar har lamha, yeh pagal dil tanha
Har manjar har lamha, yeh pagal dil tanha
Betab rehta hai yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai
Mehfil me akele mai tujhe yad karta hai, ha karta hai ha karta hai
Har manjar har lamha

Too dur rehke bhi pas rehti hai, too bin kahe bhi kuchh kehti hai
Mai bite khawbo mai dub jata hu, mai har jagah bas tujhko pata hu
Har khushbu har mausam, har saya har aalam
Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai
Mehfil me akele mai tujhe yad karta hai, ha karta hai ha karta hai
Har manjar har lamha

Yeh keh rahi hai abb wafa meri, naa bewafa too naa khata meri
Hai rahe mujhse abb juda teri, too khush rahe hai duwa meri
Har dhadakan har sapna har chahat har arma
Betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
Mehfil me akele mai
Mehfil me akele mai tujhe yad karta hai, ha karta hai ha karta hai..

Song Details
Movie
Baabul
Artist
Aadesh Shrivastav
Music Directory
Aadesh Shrivastava
Music Label
T-Series
Singers
Kunal Ganjawala
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Baabul

Bawari Piya Ki
Bebasi Dard Ka Aalam
Bidaai
Come On Come On
Gaa Re Mann
Har Manjar Har Lamha
Keh Raha Hai
Kehata Hai Baabul
Wada Raha

Other popular Lyrics by Aadesh Shrivastav

Aankhein Jiski Mandir Masjid (Bhai Bhai)
Apne Mehboob Ki (Bade Dilwala)
Raske Bhare Tore Naina (Satyagraha)
Bebasi Dard Ka Aalam (Baabul)
Phatela Jeb (Aankhen)
Hai Junoon (Alag)
Ganga Maiya (Bas Itna Sa Khwaab Hai)
Keh Raha Hai (Baabul)
Gustakhiyan Hain Betabiyan Hain (Aankhen)
Oee Maa Ye Kya Ho Gaya (Aao Pyaar Karen)