Humain Aapse from Aan - Men at Work Movie (Anu Malik)

Hamein aapse shikaayat
Hamein aapse shikaayat
Na hui na hai na hogi
Kisi aur se mohabbat
Kisi aur se mohabbat
Na hui na hai na hogi

Hamein aapse shikaayat
Na hui na hai na hogi
Kisi aur se mohabbat
Na hui na hai na hogi

Yeh din yeh mahine gujarte rahenge
Yeh lamhe yeh pal bhi bikharte rahenge

Magar pyar dilse kabhi kam na hoga
Kabhi bhi judaai ka mausam na hoga
Kabhi bhi judaai ka mausam na hoga
Kisi aur se yeh chaahat
Kisi aur se yeh chaahat
Na hui na hai na hogi

Kisi aur se mohabbat
Na hui na hai na hogi

Khayaalon ki duniya basa ke rakhungi
Tumhen dhadkanon mein chhupake rakhungi

Deewana banati hai hasrat tumhari
Meri zindahi hai yeh surat tumhari
Meri zindahi hai yeh surat tumhari
Kisi aur ki jaroorat
Kisi aur ki jaroorat
Na hui na hai na hogi

Hamein aapse shikaayat
Na hui na hai na hogi

Kisi aur se mohabbat
Na hui na hai na hogi..

Song Details
Movie
Aan - Men at Work
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Aan - Men at Work

Dil Se Dilbar
Hamare Baad
Humain Aapse
Jab Tak Rahega Seene Mein Dil
Jugnu Ki Paayal
Koi Pyar Na Kare
Nasha Nasha

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)