Election Men Malik Ke Ladke Khade from Aansoo Ban Gaye Phool Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Election me malik ke ladke khade hai
Are inhe kam na samajho
Ye khud bhi bade hai
Inke siva vote ka ka ka hakdar kon hai
Inse lade chunaav vo gaddar kon hai
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vote for baap ka laal
Are vote for baap ka laal

Is sahar bar me jitne hai akhbar inke hai
Is sahar bar me jitne hai akhbar inke hai
Kale safed saikado vayapar inke hai
Sab haspatal inke hai bimar inke hai
Parnaam lakh baar karo inko vote do
Vado ka aitbaar karo inko vote do ha
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do

Aise saput ab hai kaha apne desh me
Ek yahi to hai
Aise saput ab hai kaha apne desh me
Bhagwan aa gaye hai insaa ke besh me
Chanda diya inhone freedom ke kesh me
Sab inki jai jai kar karo inko vote karo
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do

Har chees inki dass hai harsay gulam hai
Aji chandi ka jhuta inke pass hai
Har chees inki dass hai harsay gulam hai
Jinda inhi ke dham se sarfat ka kam hai
Logo ka dil kharidana bas inka kam hai
Are kuch to khyale yaar karo inko vote do
Vado ka vado ka vado ka
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vote for baap ka laal
Vote for baap ka laal..

Song Details
Movie
Aansoo Ban Gaye Phool
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal),Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Taj Bhopali

Other Lyrics from Aansoo Ban Gaye Phool

Election Men Malik Ke Ladke Khade
Jane Kaisa Hai Mera Deewana
Mehrban Mehboob Dilbar
Yeh Dil Sada Dhadka Kiya

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)