Kabhi To Milegi from Aarti Movie (Roshanlal Nagrath (Roshan))

Kabhi to milegi, kahi to milegi
Bahaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi

Kabhi to milegi, kahi to milegi
Bahaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi

Lambi sahi dard ki raahein
Dil ki lagan se kaam le
Aankhon ke is toofaan ko pee ja
Aahon ke baadal thaam le
Door to hai par, door nahi hai
Door to hai par, door nahi hai
Nazaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi

Aa ha ha haa, la laa, la la la, aah ha ha ha ha

Maana ki hai gehara andhera
Gum hai dagar ki chaandani
Maili na ho dhundhali pade na
Dekh nazar ki chaandani
Daale hue hai, raat ki chaadar
Daale hue hai, raat ki chaadar
Sitaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi..

Song Details
Movie
Aarti
Artist
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Directory
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label
Ultra
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Aarti

Aapne Yaad Dilaya To
Ab Kya Misaal Doon
Bane Ho Ek Khak
Kabhi To Milegi
Na Bhanwra Na
Tere Bin Sajan
Woh Teer Dil Pe

Other popular Lyrics by Roshanlal Nagrath (Roshan)

Mann Re Tu Kahe (Chitralekha)
Koi Toh Sune Mere Gham Ka Fasana (Malhar)
Mere Dil Ki Dhadkan (Anhonee)
Ish Jag Me Kalyug Ayega (Daadi Maa)
Hota Raha Yun Hi Agar (Malhar)
Bane Ho Ek Khak (Aarti)
Ab Kya Misaal Doon (Aarti)
Dulhan Se Tumhara Milan (Anokhi Raat)
Taal Mile Nadi Ke Jal Me (Anokhi Raat)
Mile Na Phool (Anokhi Raat)