Ban Ke Nazar from Aasmaan Movie (Anu Malik)

Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta

Jaane kaisa hain ye afasana
Jaane kaisa aaya ye zamana
Jaane kaisa hain ye afasana
Jaane kaisa aaya ye zamana
Are tu bhi to anjaan hain
Are main bhi to anjaan hain
Tu bhi kuch hairaan hain
Main bhi kuch hairaan hain
Na jaane kaisi baate huyi
Tere mere darmiyaan
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta

Aisa lagata hain ye sitaare
Jaise karte hain kuch ishare
Aisa lagata hain ye sitaare
Jaise karte hain kuch ishare
Are na aankhon mein neend hain
Na dil mein karaar hain
Kyaa ho jaaye kyaa patta
Koi aitbaar hain
Ki ye umar puchhe ye raat
Uske sitam ye samma
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Hey ik daasta ho ho ik daasta..

Song Details
Movie
Aasmaan
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Music India Limited
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aasmaan

Bagon Mein Lagian Ambiyan
Ban Ke Nazar
Bharatpur Loot Gayo
Time Bomb

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)