Tawaif Kahan Kisi Se from Amiri Garibi Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Baja berukhi hai ye sarkar ki
Baja berukhi hai ye sarkar ki
Ke mai chiz hu ek bazar ki
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai
Magar jab karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai

Gustakhi maf mere lab par
Aaya hai naam srifo ka
Gustakhi maf mere lab par a
Aya hai naam srifo ka
Kehte hai jisko log wafa
Wo to hai kam sarifo ka
Tawaif kaha kisi ke sath
Sarafat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Sarafat karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai

Kuchh aur nahi mai kar sakti
Bas ruth ke mai reh jati hu
Kuchh aur nahi mai kar sakti
Bas ruth ke mai reh jati hu
Jab log mujhe thukarate hai
To tut ke mai reh jati hu
Tawaif kaha kisi se kabhi
Sikayat karti hai
Tawaif kaha kisi se kabhi
Sikayat karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai

Mai laz sharam ke parde se
Fir bahar kabhi na aaungi
Mai laz sharam ke parde se
Fir bahar kabhi na aaungi
Bas ek ishara tum kar do
Bas ek ishara tum kar do
Mai ghunghat me chhup jaungi
Tawaif kaha tawaif se
Bagawat karti hai
Tawaif kaha tawaif se
Bagawat karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai

Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai
Magar jab karti hai to
Haye kayamat karti hai
Tawaif kaha kisi ke sath
Mohabbat karti hai....

Song Details
Movie
Amiri Garibi
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series Music
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Amiri Garibi

Babul Bhi Roye
Bhool Bhulaiya Teri Ankhiyan
Budhi Ghodi Lal Lagaam
Tawaif Kahan Kisi Se

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)