Deewane Kaa Nam Toh Puchho from An Evening In Paris Movie (Various Artists)

Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna, are chahe phir naa milna
Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna, are chahe phir naa milna

Gussa chhodo bat toh mano, iss bande ko apna jano
Dur se dhokha ha, ho sakta tha ha
Dur se dhokha ho sakta tha, pas ho abb toh abb pehchano
Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna, arre chahe phir naa milna

Hat gaya akhir bharam kaa saya, abb samjha mai abb yad aaya
Khwab me tum ko aksar dekha
Khwab me tum ko aksar dekha, aaj mujjasim samne me paya
Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna, aji chahe phir naa milna

Yeh paris kee sham suhani, pyaar kee nagri rup kee rani
Banke rahega ha koyi afsana ha
Banke rahega koyi afsana, khil ke rahegi koyi kahani
Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna, aji chahe phir naa milna
Deewane kaa nam toh puchho, pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir naa milna,are chahe phir naa milna
Aa aa aa aa aa aa.....

Song Details
Movie
An Evening In Paris
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from An Evening In Paris

Aasamaan Se Aayaa
Aji Aisaa Maukaa Phir Kahaan Milegaa
Akele Akele Kahan Ja Rahe Ho
Deewane Kaa Nam Toh Puchho
Leja Leja Mera Dil
Mera Dil Hai Tera
Rat Ke Hamsafar Thak Ke Ghar Ko Chale
Zubi Zubi

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)