Bahon Mein Chale Aao from Anamika Movie (Rahul Dev Burman)

Baho me chale aao
Baho me chale aao
Ho hamse sanam kya parda
Oh hamse sanam kya parda
Yeh aaj kaa nahee milan
Yeh sang hai umar bhar kaa
Baho me chale aao
Ho hamse sanam kya parda
Oh hamse sanam kya parda

Humn.. Humn..
Chale hee jana hai najar churake yun
Phir thami thi sajan tumne meri kalayi kyun humm
Chale hee jana hai najar churake yun
Phir thami thi sajan tumne meri kalayi kyun
Kisi ko apna banake chhod de, aisa koyi nahee karta
Baho me chale aao
Ho hamse sanam kya parda
Oh hamse sanam kya parda

Kabhi kabhi kuch toh kaha piya hamse
Ke kam se kam aaj toh khulke milo jara hamse hum
Kabhi kabhi kuch toh kaha piya hamse
Ke kam se kam aaj toh khulke milo jara hamse
Hai rat apne jo tum ho apne
Kisi kaa phir hame darr kya
Baho me chale aao
Oh hamse sanam kya parda
Ho hamse sanam kya parda
Yeh aaj kaa nahee milan
Yeh sang hai umar bhar kaa
Baho me chale aao
Ho hamse sanam kya parda
Oh hamse sanam kya parda.....

Song Details
Movie
Anamika
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Sa Re Ga Ma
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Anamika

Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai
Bahon Mein Chale Aao
Jaoon To Kahan Jaoon
Logo Na Maaro Ise
Meri Bheegi Bheegi Si

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)