Main Jaan Gaya Hoon from Anjane Mein Movie (Various Artists)

Haay teri aankhon ke ishaaron ko hmm hmm hmm hmm la la la la
Pehchaan gaya hoon
Tere dil mein hai kya dilbar
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Teri aankhon ke ishaaron ko
Teri baahon ke sahaaro ko, pehchaan gaya hoon
Tere dil mein hai kya dilbar
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon

Ai meri dilnashin yun toh hai tu haseen
Ai meri dilnashin yun toh hai tu haseen
Husn kuchh aur bhi aaj nikhara tera
Narm honto mein yun na tu ungali daba
Maar daalegi yeh teri kaatil ada
Jaan le legi, yeh jaan le legi tu meri jaane jigar
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Teri aankhon ke ishaaron ko

Pyaar mein ho gaye ek hum iss tarah
Pyaar mein ho gaye ek hum iss tarah
Abb jo teri khushi wahi meri khushi
Jaan jaane ka bhi abb koyi ghum nahi
Tere haathon mein hai abb meri jindagi
Nahi tujhako yeh nahi tujhako hai shaayad abhi tak khabar
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Teri aankhon ke ishaaron ko, teri baahon ke sahaaro ko
Pehchaan gaya hoon
O tere dil mein hai kya dilbar
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon
Main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon..

Song Details
Movie
Anjane Mein
Artist
Various Artists
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)

Other Lyrics from Anjane Mein

Dil Ka Rishta Jod Diya
Gayi Kaam Se Gayi Yeh Ladaki
Jeevan Ke Sab Sukh Paaye Tu
Main Jaan Gaya Hoon
O Meri Jaan Jara

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)