Tanki Hai Hum from Youngistaan Movie (Shiraz Uppal)

Funky hai saala tanki hai hum
Kehne ko to monkey hain hum
Peene pe aa jaayein
To tanki, tanki, tanki hai hum

Ta ta tanki hai, tanki hain, tanki hai hum
Monkey hain, monkey hai, monkey hain hum
Aadhe nahi poore paagal hain hum
Paagal hain aur pagalpanthi hain hum
Pa pa….
Yammi toast lo

Taquila ho ya whisky ho
O jaani waheen hai
Jo pee loon main daba ke to
Kharaabi honi hai
O pandit ne jo bola tha
To shaadi honi hai
Kudi ki guarantee
Barbaadi honi hai

Upar waale, tu hi jaane
Hum to hain haath jod wale
London, japan c’mon up your hand
This party like a i’m shaktimaan

Dil ka qatal humne chhupaya
Mood hua to funky tattoo karaya
Tattoo karaya, tattoo karake
Sabko pakad ke woh tattoo dikhaya

Seene se lag mere dost
Kar doon woh photo pose
Bajaane pe jo bajti nahi
Woh tanki, tanki, tanki hai hum

Ta ta tanki hain, tanki hai, tanki hai hum
Monkey hain, monkey hai, monkey hain hum
Aadhe nahi poore paagal hain hum
Daaru ki tanki mein so lein hum....

Song Details
Movie
Youngistaan
Artist
Shiraz Uppal
Music Directory
Sneha Khanwalkar
Music Label
T-Series
Singers
Apeksha Dandekar, Bhaven Dhanak, Hard Kaur, Mika Singh, Sneha Khanwalkar
Lyricist
Afzal Ahmed Syed, Jackky Bhagnani

Other Lyrics from Youngistaan

Daata Di Diwani
Mere Khuda
Suno Na Sangemarmar
Tanki Hai Hum

Other popular Lyrics by Shiraz Uppal

Rabba (Aashayein)
Daata Di Diwani (Youngistaan)
Tanki Hai Hum (Youngistaan)
Mere Khuda (Youngistaan)
Mera Mann (Laal Rang)