Raste Ka Maal Saste Mein from Aulad Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Badi dur se mai aayi ho
Badi dur se mai aayi tere liye kya kya layi
Badti jaye mahangayi aaj ek so kadai
Aaj hu yaha kal jane kaha
Aaj hu yaha kal jane kaha
Uthale uthale uthale
Raste ka mal saste me saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me

Ghar me hoti ho takrar
To leja choli thape dar
Ghar me hoti ho takrar
To leja choli thape dar
Joru hogi ko bimar to jhatpat degi uthke pyar
Hogi aisi wo diwani
Rat dhalte hi suhani
Bas kapde ke hai dam baki sab kuch hai inam

Munafa lena hai haram
Raja pakki hai silayi
Uspar resam ki kadhai
Ghar me hogi charpai
Sasti chadar bhi hai bhai
Dam chahe ghatale uthale uthale
Raste ka mal saste me saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me

Lete jai aji o lala
Maine kholke dil ka tala
Rat ko kuta hai masala
Thoda isme husn bhi dala
Jiski sunte hi kahani laut aati hai jawani
Ye hai mirchi or dhania
Milawat kare baniya
Nahi chori na thagai
Nahi chori na thagai

Sabki sochu mai bhalayi
Le athanni mere bhai
Hai pasine ki kamai phir bhi uthale uthale
Raste ka mal saste me saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me
Raste ka mal saste me..

Song Details
Movie
Aulad
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Usha Mangeshkar
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Aulad

Ek Maa Ka Dil
Jeevan Jyot Jale
Lo Jaa Raha Hai Koi
Raste Ka Maal Saste Mein
Tan Tan Tan
To Phir Ho Jaye

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)