Ankhon Ki Zuban Ne from Awaaz Movie (Rahul Dev Burman)

Ankho ki juban me dil ne kuchh kaha hai
Aankh oki juba nne dil ne kuchh kaha hai
Ho tere mere bich me kuchh ho gaya hai
Ankho ki juban me dil ne kuch kaha hai
Aankho ki juba nne dil ne kuchh kaha hai

Kab badal chhaye kab barsat hui
Ye mai kya janu kab kya baat hui
Kab badal chhaye kab barsat hui
Ye mai kya janu kab kya baat hui
Tere sath hui mere sath hui

Na tera kasur hai na meri khata hai
Aankho ki juba nne dil ne kuchh kaha hai
Ho tere mere bich me kuchh ho gaya hai
Ankho ki juban me dil ne kuch kaha hai

Ham hai kitne pas phir bhi du ihai
Aise milne me kya majburi hai
Ham hai kitne pas phir bhi du ihai
Aise milne me kya majburi hai
Thodi si duri jaruri hai

Kyonke intzar me pyar ka maja hai
Aankho ki juba nne dil ne kuchh kaha hai
Ho tere mere bich me kuchh ho gaya hai
Ankho ki juban me dil ne kuch kaha hai

Mere dil ka ye haal kiya tune
Panchhi pinjare me dal diya tune
Mere dil ka ye haal kiya tune
Panchhi pinjare me dal diya tune
Kache dhage se bandh liya tune
Jane ya inam hai ya koi saja hai

Ankho ki juban dil ne kuch kaha hai
Ho tere mere bich me kuchh ho gaya hai
Ankho ki juban me dil ne kuch kaha hai
Ankho ki juban me dil ne kuch kaha hai..

Song Details
Movie
Awaaz
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
CBS
Singers
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Awaaz

Aa Jaaneman Aaj Tujhe
Ankhon Ki Zuban Ne
Bolo Pyar Karogi
Zindagi Awaaz Deti Hai
Zindagi Sau Baras

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)