Jise Hasna Rona Hai from Awara Paagal Deewana Movie (Anu Malik)

Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare

Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare

Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Kabhi dil is mein tadpe kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein kabhi is mein hue badnaam
Ek pal ka milan is mein barson ki judaai hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai
Is mein rang rangaliyan hai is mein tanhaayi hai

Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare

Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Phoolon ki sej bhi hai kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to hai marne ka darr bhi
Hote hai khafa rab se jag se lad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai
Jo iske deewane hai suli chad jaate hai

Jise khwaab sajana hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai woh pyaar kare
Jise paana khona hai woh pyaar kare..

Song Details
Movie
Awara Paagal Deewana
Artist
Anu Malik
Music Directory
Anu Malik
Music Label
Saregama
Singers
Alka Yagnik, Sarika Kapoor, Shaan, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Awara Paagal Deewana

Aa More Sawariya
Awara Paagal Deewana
Jise Hasna Rona Hai
Manie To Khai Kasam
Ya Habibi
Yeh Tune Kya Kaha

Other popular Lyrics by Anu Malik

Time Bomb (Aasmaan)
Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (Ab Tumhare Hawale Watan)
Har Ek Muskurahat (Ankhon Mein Tum Ho)
Mann Tera Mera Mann (Aaghaaz)
Dil Ko Pathar (Aaghaaz)
Deewani Deewani (Aakhri Baazi)
Ye Kaali Kaali Aankhein (Baazigar)
Hindustan Hindustan (Border)
Is Mitti Ka Karz Tha Mujhpe (China Gate)
Goli (Shootout At Wadala)