Main Ik Haseena Wo Ik Deewana from Aya Sawan Jhoom Ke Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Main ik haseena
Wo ik deewaana
Taaron bhari raat mein
Pehli mulaaqaat mein
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Main ik haseena
Wo ik deewaana
Taaron bhari raat mein
Pehli mulaaqaat mein
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya

Kaise shuru huyi
Dil ki kahaani suno
Kaise shuru huyi
Dil ki kahaani suno
Main sharma rahi thhi
Kahin jaa rahi thhi
Kiya ik ishaara
Kisi ne pukaara
Ae jee
Suniye to
Maine dekha ghoom ke
Usne dekha jhoom ke
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya

Do din na main mili
Uska mujhe khat mila
Do din na main mili
Uska mujhe khat mila
Likha thha sitamgar
Na aayi tu jaakar
Khata ho gayi kyaa
Khafa ho gayi kyaa
O ho
Do din mein ye haal hai
Dekho to kamaal hain
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Main ik haseena
Wo ik deewaana
Taaron bhari raat mein
Pehli mulaaqaat mein
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Bas
Usne dekha maine dekha
Pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ho gaya
Ho gaya
Ho gaya..

Song Details
Movie
Aya Sawan Jhoom Ke
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Shemaroo
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aya Sawan Jhoom Ke

Aaya Saawan Jhoom Ke
Bura Mat Suno Bura Mat Dekho
Main Ik Haseena Wo Ik Deewana
Majhi Chal O Majhi Chal
Rama Duhai Mere
Sathiya Nahin Jaana
Ye Shama To Jali

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)