Tu Hawa from W Movie (Daboo Malik)

Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan udde hum kahan
Judi hamari daastan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan

Udane ki chaha hain
Bas udana hain mujhe
Har aasmaan se pare
Le jaaun main tujhe

Udane ki chaha hain
Bas udana hain mujhe
Har aasmaan se pare
Le jaaun main tujhe
Mile hum wahan
Jahan naya ho jahaan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan

Sapno ki kashtiyaa
Behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to
Tham jaaye woh zara

Sapno ki kashtiyaa
Behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to
Tham jaaye woh zara
Huye yun woh fanna
Jeeye hum sadaa
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan....

Song Details
Movie
W
Artist
Daboo Malik
Music Directory
Daboo Malik
Music Label
Sony Music
Singers
Armaan Malik
Lyricist
Daboo Malik

Other Lyrics from W

Aana Nahi
Dil Ke Armaan
Hum Hain Tum Ho
Tu Hawa
Wild Wild

Other popular Lyrics by Daboo Malik

Sare Chehro Se (Ab... Bas!)
Wild Wild (W)
Teri Yeh Bindiya (Chetna: The Excitement)
Ishara Ishara (Ab... Bas!)
Hum Hain Tum Ho (W)
Aana Nahi (W)
Kabhi Toh Dekho (Ab... Bas!)
Tu Ishq Mera Hai (Ab... Bas!)
Kabhi Bindiya Banke (Ab... Bas!)
Dil Ke Armaan (W)