Main Bhi Jawan from Baap Re Baap Movie (Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra))

Main bhi jawan dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Main ishq ka afsana hu
Tum shama main parwana hu
Jalna jalana chhod do chhod do
Ab umar bhar ka sath hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Main bhi jawan dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Tum meri subah o shaam ho
Har dard ka aaram ho
Phir mere dil se dur kyu dur kyu
Sajan tumhara aas hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Ab muskurao to zara
Bijli girao to zara
Ab muskurao to zara
Bijli girao to zara
Nazare milao janeman janeman
Aisi bhala kya baat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai
Main bhi jawan haye dil bhi jawan
Kaisi suhani raat hai
Tum pas hokar dur ho
Ye kitne sitam ki baat hai..

Song Details
Movie
Baap Re Baap
Artist
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Directory
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Baap Re Baap

Ab Yeh Bata Jaayen
Daal Kaise Gale
Deewana Dil Gaaye
Jaane Bhi De Chhod
Kahe Dil Yeh Deewana
Main Bhi Jawan
Phool Se Gaalon Pe
Piya Piya Piya
Raat Rangeeli Chamke
Tu Na Bata Humein
Tum Na Aaye

Other popular Lyrics by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

O Aasmanwale Shikwa Hai Zindagi Ka (Anarkali)
Chand Chup Chap Hai (Daal Me Kala)
Gore Gore Mukhde (Patanga)
Ab Darr Hai Kiska (Amar Deep)
Deewana Dil Gaaye (Baap Re Baap)
Yeh Munh Aur Dal Masur Ki (Baarish)
O Gori O Chhori (Nadiya Ke Par)
Mohabbat Meri Rang Lane (Nirala)
Dil Ki Kahani Kehna (Sagai)
Kaise Bhaye Sakhi Root Sawan Ki (Pehli Jhalak)