Haqeeqat Hai from Baarish Movie (Anand Milind)

Jo baat ho gayi hai
To baat na badhao
Raksat karo ye ranjis
Aao kareeb aao
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahi inkar karti hu
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahi inkar karti hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hu
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahi inkar karti hu

Tamanna ek hai dil mein
Tujhe apna bana ne ki
Tamanna ek hai dil mein
Tujhe apna bana ne ki
Kisi sach ko nahi hoti
Jarurat kasam khane ki
Aji sun lo dile jajbaat
Ka izhaar karti hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hu
Haqeeqat hai haqeeqat se
Nahi inkar karti hu

Nahi darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hu
Nahi darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hu
Nahi darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hu

Zamane ka hai kya
Ye kab kisi ko ras aata hai
Zamane ka hai kya
Ye kab kisi ko ras aata hai
Irade nek agar ho to
Khuda bhi maan jata hai
Ye elaane mohabbat hai
Share bazaar karta hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hu
Nahi darta zamane se
Ye aaj ikrar karta hu

Phulo ka dua hota hai
Tere muskurane se
Phulo ka dua hota hai
Tere muskurane se
Mahek see fail jati hai
Zara najdik aane se
Nasha chha jaaye hai jab
Tumse aankhen chaar karti hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karti hu
Ke mian tumse bas tumse
Tumhi se pyar karta hu
Tumhi se pyar karti hu
Tumhi se pyar karta hu..

Song Details
Movie
Baarish
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Vishwa
Singers
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyricist
Trilok Singh Komal

Other Lyrics from Baarish

Ek Ladki Ho Gayi Razi
Haqeeqat Hai
Karo Na Humpe Gussa
Khabar Kar Do
Na Koi Dosh Mera
Pyar Mil Gaya

Other popular Lyrics by Anand Milind

Mujhe Dil Ka Rog (Chhote Sarkar)
Phoolon Sa Chehra Tera (Anari)
Pyar Mein Dil De Diya (Anari)
Jeth Ki Dopahri Mein (Coolie No. 1)
Jane Jaan Jane Jaan (Anari)
Kya Mausam Aaya Hai (Anari)
Zindagi Bhi Patang Hai (Yeh Khula Aasmaan)
Aari Aari (Yeh Khula Aasmaan)
Aunty No One (Aunty No. 1)
Khabar Kar Do (Baarish)