Dil Diya Daulat Ko from Bhagam Bhag Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Dil diya daulat ko ai insaan tune kya kiya
Bhul baitha pyaar ko naadaan tune kya kiya
Aa aa aa aa

Aankhon ko mila yaar se aa aa aa aa
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le

Are mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le

Daulat ki hawas chhod kahin pyaar mein kho ja
Aur jalawo ki barsaat mein hasti ko dubo ja, phir
Are phir jhum ke ha

Phir jhum ke saawan ke mahine ka maja le
Phir jhum ke saawan ke mahine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le

Gaafil kabhi paise ke tu najdik na jaana
Khanjar hai yeh khanjar ko gale se na lagaana
Yeh jindagi do din ki hai aa aa aa aa aa
Yeh jindagi do din ki hai jine ka maja le
Yeh jindagi do din ki hai jine ka maja le

Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le

Daulat se chala pyaas bujhaane tu jigar ki
Daulat se chala pyaas bujhaane tu jigar ki

Beh ja kahin maujon mein kisi mast najar ki
Pyaasa hai toh iss mauj se ha aa aa aa aa
Are pyaasa hai toh iss mauj se pine ka maja le
Pyaasa hai toh iss mauj se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar pe jine ka maja le

Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar se, pine ka maja le..

Song Details
Movie
Bhagam Bhag
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Bhagam Bhag

Chale Ho Kahan
Chhalke Chanda Ka
Chhod Chale Jhuthi Duniya
Darshan Kab Doge
Dil Diya Daulat Ko
Eji Jaane Jigar
Hame Koi Gham Hai
Hey Baabu Yeh Hai Zamana
Teere Nazar Ka Balam

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)