Kaahe Itna Gumaan Chhoriye from Bharosa Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Kaahe itna gumaan chhoriye
ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye
Ye mela do din ka
Legi kitno ki jaan chhoriye
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

Kaahe karta hai pyar choruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dor na dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

Jara sun sun are ja ja ja
Jara sun sun are ja ja ja
Chal thamak thamak
Jara thamak thumak thumak
O jara sun sun are ja ja ja
O jara sun sun are ja ja ja

Teri khatir khol ke rakha hai
Dil ka darwaja
Paiya ham nahi padne wale
Marji hai to aaja
Bada aaya dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Bada aaya dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dhor na dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Lut jayega jahan choriye
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai pyar chhoruwa
Ye mela do din ka..

Song Details
Movie
Bharosa
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama Music
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Bharosa

Aaj Ki Mulaakaat
Dhadakaa O Dil
Is Bhari Duniya Mein
Kaahe Itna Gumaan Chhoriye
Kabhi Dushmani Kabhi Dosti
Wo Dil Kahaa
Yaaro Yeh Jo Duniya Hai
Yeh Jhuke Jhuke Naina

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)