Aayo Kaha Se from Buddha Mil Gaya Movie (Rahul Dev Burman)

Aa aa aa aa rey
Aayo kaha se ghanashyam
Aayo kaha se ghanashyam
Raina bitayee kis dham
Raina bitayee kis dham
Haay ram, aayo kaha se

Haa raat kee jagee rey
Raat kee jagee rey, ankhiya hain toree
Raat kee jagee rey ankhiya hain toree
Ho rahee galee galee jiya kee choree
Ho rahee galee galee jiya kee choree
Ho nahee jana badnam hay ram
Aayo kaha se ghanashyam
Haay ram aayo kaha se ghanashyam
Aayo kaha se ghanashyam

Saja dhaja tumhree kaa kahu rasiya
Dhanidha dha, dhanidha dha madhapa gapama remaga
Magasa nisa nisa nisagamaga sagama panigama
Panisa gamagasa ninipa magasa pa
Saja dhaja tumaree kaa kahu rasiya
Aise lage tere hatho me bansiya
Aise lage tere hatho me bansiya
Jaise kataree liyo tham hay ram
Jaise kataree liyo tham hay ram
Aayo kaha se ghanashyam
Haay ram aayo kaha se ghanashyam
Aayo kaha se ghanashyam

Haa mai naa kahu kachhu mose naa rutho
Mai naa kahu kachhu mose naa rutho
Tum kud apne jiyara se punchho
Tum kud apne jiyara se punchho
Bitee kaha pe kal shaam
Aayo kaha se ghanashyam
Haa baayo kaha se ghanashyam
Aayo kaha se ghanashyam shyam re
Aayo kaha se ghanashyam..

Song Details
Movie
Buddha Mil Gaya
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Archana Joglekar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Buddha Mil Gaya

Aayo Kaha Se
Bhali Bhali Ek Surat
Jiyaa Naa Laage
Mai Buddho
Raat Kali Ek

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Kuch Humko Tumse Kehna Hai (Alag Alag)
Sare Shahar Mein (Alibaba Aur 40 Chor)