Hum Jo Rang Mein Aagaye from Censor Movie (Various Artists)

Hum jo rang meinin aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Are hum jo rang meinin aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Kya masti hai aur sasti hai
Piro lo inn manko mein mann ke tar
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye

Khari baat bolu na bolu khoti
Chhoti si yeh duniya ab aur bhi chhot
Mera jo kehna hai agar tum mano to
Zara sa samjho to zara sa mano to
Ek hi ghar hai yeh sara sansar
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Kya masti hai aur sasti hai
Piro lo inn manko mein mann ke tar
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye

Sat suro kaa sangam hi to sargam hai
Ai baat nahi banti hai gar ek bhi kam hai
Mila lo dil dil se main kehta mehfil se
Raah mein sathi ho wasta kya manzil se
Pyar mein bas ho jao had se par
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye
Kya masti hai aur sasti hai
Piro lo inn manko mein mann ke tar
Hum jo rang mein aa gaye
Aap bhi humko bha gaye..

Song Details
Movie
Censor
Artist
Various Artists
Music Directory
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Label
Saregama
Singers
Kumar Sanu
Lyricist
Vinoo Mahendra

Other Lyrics from Censor

Ho Aaj Majhab Koi
Hum Jo Rang Mein Aagaye
Is Tarah Dekho
Mere Dil Mein Tum
Sun Meri Gal
Yaaron Jo kal Tak The Hum Tum

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)