Mehbooba Naam Hai Mera from Chaitali Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Zamane me mere
Charche sunoge deewano
Nahi sab yaad mujhko
Kitne mere naam rakhe hai
Mehabuba naam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera
Dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna
Dilo ko jo jodna dilo ko jo jodna
Subho sham yahi kam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera

Badal jati hai ye aksar
Magar hai bewafa meri nazar
O bewafa meri
Koi phir bhi na samjhe to
Nahi khata isme meri
Nahi khata isme meri
Mere chehare pe likha
Ye dag to gam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera

Jawani me mohabbat
To hajaro log karte hai
Bahut kam sath jite hai aur
Bahut kam sath marte hai
Mohabbat ek wada hai
Jise hum sab ne toda hai
Jise hum sab ne toda hai

Kisi ko maine chhoda hai
Kisi ne mujhko chhoda hai
Kisi ne mujhko chhoda hai
Magar kyu naam duniya
Me fakat badnaam hai mera
Mehabuba naam hai mera
Aashiqo ko salam hai mera..

Song Details
Movie
Chaitali
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Chaitali

Dharti Ambar Nind Se Jaage
Mehbooba Naam Hai Mera
Sa Ni Dha Pa Ma Ga Ni Dha

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)