Jiska Jab Se from Chand Bujh Gaya Movie (Ali Ghani)

Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan

Kam na hone denge ham izzat apne desh ki
Apni jan se badkar hai kimat apne desh ki
Kam na hone denge ham izzat apne desh ki
Apni jan se badkar hai kimat apne desh ki
Wakt pada to haste haste de denge ha jan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan

Phul hai apne ghar hai ham sarhad pe angare
Mot hai khilona apna sunle dusman sare
Phul hai apne ghar hai ham sarhad pe angare
Mot hai khilona apna sunle dusman sare
Bharat maki raksha karna hai apna iman
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan

Ban ke bade ban jayenge desh ke ham rakhwale
Mil jul kar failayenge ekta ke ujale
Ban ke bade ban jayenge desh ke ham rakhwale
Mil jul kar failayenge ekta ke ujale
Nehru ji ka sapna ye bapu ka wardan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Jiska sab se uncha nam, jiski sabse unchi shan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan
Ye apna hindustan pyara hindustan..

Song Details
Movie
Chand Bujh Gaya
Artist
Ali Ghani
Music Directory
Ali Ghani
Music Label
T-Series
Singers
Kinnari
Lyricist
Faaiz Anwar

Other Lyrics from Chand Bujh Gaya

Chand Bujh Gaya
Chupke Chupke
Jiska Jab Se
Rehta Nahin Hai
Tujhe Zindagi Ki Tarah
Zulf Meri Lehrai Re

Other popular Lyrics by Ali Ghani

Rehta Nahin Hai (Chand Bujh Gaya)
Jiska Jab Se (Chand Bujh Gaya)
Ishq Sai (Hum Tum Dushman Dushman)
Chand Bujh Gaya (Chand Bujh Gaya)
Tujhe Zindagi Ki Tarah (Chand Bujh Gaya)
Chupke Chupke (Chand Bujh Gaya)
Tu Mera Yaar Nahi (Hum Tum Dushman Dushman)
Zulf Meri Lehrai Re (Chand Bujh Gaya)