Aansuo Ko Thaam Le from Chhota Baap Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki jis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki kis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai

Besahara hoke bhi sahara dund le
Besahara hoke bhi sahara dund le
Chir ke bhawar ko jo kinara dund le
Zindagi sangram hai, sangram me laga rahe,
Phal ki aasha chhod ke jo kam me laga rahe
Aaram jiske vasate sada haram hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai

Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de
Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de
Khud bo khud hi chal pade agar koi na sath de
Kab kise dare nahi kya kahana uski shan ke
Waqt ka mukabala kare jo sina tan ke
Jiski har ek sans deti pyar ka paigam hai
Aadami usi ka naam hai
Aadami usi ka naam hai oo ho

Aansuo ko tham le sabar se jo kam le
Aafato se na dare mushkilo ko hal kare
Apne man ki jis ke hath me lagam hai
Aadami usi ka naam hai, oo ho
Aadami usi ka naam hai..

Song Details
Movie
Chhota Baap
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Anuradha Paudwal
Lyricist
Bharat Vyas

Other Lyrics from Chhota Baap

Aansuo Ko Thaam Le
Ek Nayan Mein Maa Ki Mamta
Jab Bhi Dekhu Tu Kanha Ke
Mehendi Raccha Bindiya Saja

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)