Do Din Bahaar from Dahej Movie (Vasant Desai)

Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye
Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye
Jalti huyi hawaaon se
Kumhlaake rah gaye
Kumhlaake rah gaye
Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye

Wo aise
Wo aise khushnaseeb
Na ye zindagi mili
Na ye zindagi mili
Wo aise khushnaseeb
Na ye zindagi mili
Na ye zindagi mili
Ham aise badnaseeb
Unhen paake rah gaye
Unhen paake rah gaye
Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye

Jo dil ki
Jo dil ki akad dekhi wo
Dil hi mein rah gayi
Dil hi mein rah gayi
Manzil ke ham kareeb gaye
Jaake rah gaye
Jaake rah gaye
Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye

Goonthi hai
Goonthi hai hamne prem se
Sehre ki har ladi
Sehre ki har ladi
Aansoo hamari aankh mein
Aa aa ke rah gaye
Aa aa ke rah gaye
Do din bahaar phool to
Dikhlaake rah gaye
Dikhlaake rah gaye
Jalti huyi hawaaon se
Kumhlaa ke rah gaye
Kumhlaa ke rah gaye...

Song Details
Movie
Dahej
Artist
Vasant Desai
Music Directory
Vasant Desai
Music Label
Saregama
Singers
Jayashree
Lyricist
Shams Lakhnavi

Other Lyrics from Dahej

Aaja Nigahon Mein Aaja
Ae Kaale Baadal Bol
Ambua Ki Daari Pehna
Do Din Bahaar
Jo Dil Peh Gujarati Hai
Wo To Baan Bareli Se Aaya

Other popular Lyrics by Vasant Desai

Aao Bachchon Khel Dikhaaye (Aashirwad)
Naav Chali Naani Ki Naav Chali (Aashirwad)
Bikhar Gaye Bachpan Ke Sapne (Goonj Uthi Shehnai)
Ik Tha Bachpan (Aashirwad)
Chandrama Ja Unse Keh De (Bharat Milap)
Jo Dil Peh Gujarati Hai (Dahej)
Muqaddar Ke Hathon (Sheesh Mahal)
Bade Bhole Ho Hanste Ho (Ardhangini)
Tune Jo Idhar Dekha (Ardhangini)
Saaf Karo Insaf Karo (Aashirwad)