Tera Jalwa Nazar Me Basaya from Dara Singh Movie (Hansraj Behl)

Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Saf kahte hai
Saf kahte hai tujhpe dil aaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega

Dekha na tujhsa lakho me koi
Dekha na tujhsa lakho me koi
Tabhi se firti hu mai khoi khoi
Tabhi se firti hu mai khoi khoi
Pyar tera hai
Pyar tera hai sine se lagaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega

Haye wo milke nazro ka jhukna
Haye wo milke nazro ka jhukna
Dil ka dhadkana sanso ka rukna
Dil ka dhadkana sanso ka rukna
Hosh tabhi se
Hosh tabhi se hamko nahi aaya
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega

Tere diwane tera nam lenge
Tere diwane tera nam lenge
Dega jaha jo bhi ilzam lenge
Dega jaha jo bhi ilzam lenge
Hamne bhi
Hamne bhi jaha ko thukraya
Jo bhi hoga dekha jayega
Tera jalwa najar me basaya
Jo bhi hoga dekha jayega
Saf kahte hai
Saf kahte hai tujhpe dil aaya
Jo bhi hoga dekha jayega...

Song Details
Movie
Dara Singh
Artist
Hansraj Behl
Music Directory
Hansraj Behl
Music Label
Saregama
Singers
Suman Kalyanpur
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Dara Singh

Gajb Ho Gaya Haye
Jis Dil Ne Kiya Ishq
Pehle Se Kyu Ha
Rasiya O Rasiya
Tera Jalwa Nazar Me Basaya

Other popular Lyrics by Hansraj Behl

Ankhiya Gulabi Jaise (Beqasoor)
Unchi Aedi Hai (Miss Bombay)
Iski Topi Uske Sar (Miss Bombay)
Pehle Se Kyu Ha (Dara Singh)
Tera Jalwa Nazar Me Basaya (Dara Singh)
Gajb Ho Gaya Haye (Dara Singh)
Jis Dil Ne Kiya Ishq (Dara Singh)
Rasiya O Rasiya (Dara Singh)
Man Mein Naachein (Beqasoor)
Zindagi Bhar Gham (Miss Bombay)