Mere Mundere Na Bol from Parwana Movie (Khawaja Khurshid Anwar)

Mere mundere na bol
Ja kaga kaga ja
Mere mundere na bol
Ja kaga kaga ja

Patther dil pardesi na jane
Ka hai peer parai
Pathar dil pardesi na jane
Kaa hai peer parai
Apni to ye baat hui hai
Dil bhar aaya aankh bhar aayi
Apni to ye baat hui hai
Dil bhar aaya aankh bhar aayi

Sanjh savere mann yahi bole
Aa re sajanwa aa
Ja kaga kaga ja
Mere mundere na bol
Ja kaga kaga ja

Preet ki baazi hari hamne
Preet ki baazi hari hamne
Tod diya hamko ab gum ne
Tod diya hamko ab gum ne
O pardesi tera bigda kya
Ja kaga kaga ja
Mere mundere na bol
Ja kaga kaga ja...

Song Details
Movie
Parwana
Artist
Khawaja Khurshid Anwar
Music Directory
Khawaja Khurshid Anwar
Music Label
Saregama
Singers
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lyricist
Deena Nath Madhok

Other Lyrics from Parwana

Aa Ja Baalma Rain
Jab Tum Hi Nahin Apne
Jeene Ka Dhang
Mere Mundere Na Bol
Mohabbat Mein Kabhi
Paapi Papeeha Re
Tut Gaye Sab Sapne
Us Mast Nazar Pe

Other popular Lyrics by Khawaja Khurshid Anwar

Paapi Papeeha Re (Parwana)
Tut Gaye Sab Sapne (Parwana)
Mohabbat Mein Kabhi (Parwana)
Jeene Ka Dhang (Parwana)
Us Mast Nazar Pe (Parwana)
Jab Tum Hi Nahin Apne (Parwana)
Aa Ja Baalma Rain (Parwana)
Mere Mundere Na Bol (Parwana)