Bahut Bura Hai Haal from Hum Log Movie (Roshanlal Nagrath (Roshan))

Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Main tadapu nis din hay, chain nahi aaye
Jiya hai bharee, dil me aag lagaye
Badariya karee

Main tadapu nis din hay, chain nahi aaye
Jiya hai bharee, dil me aag lagaye
Badariya karee

Piya sanvare diya hai mujh ko
Badala kaun kusur ka, kab tutega balam
Fasala dur ka

Bahut bura hai haal tere majboor ka
Kab tutega balam fasala dur ka

Uthaun kab tak gham ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati hai din raat
Aankh ki mina

Uthaun kab tak gham ka bhar bura sansar
Naa bhaye jina bahati hai din raat
Aankh ki mina

Dil ka sauda kar saudagar
Mausam nahi gurur ka, kab tutega balam
Fasala dur ka...

Song Details
Movie
Hum Log
Artist
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Directory
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil

Other Lyrics from Hum Log

Apni Nazar Se
Baahe Ankhiyon Se
Bahut Bura Hai Haal
Chali Ja Chhod Ke
Chhun Chhun Chhun Baaje
Dil Ki Pareshaniya
Ek Din Tera Zamana
Kaha Chali Kaha Chali

Other popular Lyrics by Roshanlal Nagrath (Roshan)

Mann Re Tu Kahe (Chitralekha)
Koi Toh Sune Mere Gham Ka Fasana (Malhar)
Mere Dil Ki Dhadkan (Anhonee)
Ish Jag Me Kalyug Ayega (Daadi Maa)
Hota Raha Yun Hi Agar (Malhar)
Bane Ho Ek Khak (Aarti)
Ab Kya Misaal Doon (Aarti)
Dulhan Se Tumhara Milan (Anokhi Raat)
Taal Mile Nadi Ke Jal Me (Anokhi Raat)
Mile Na Phool (Anokhi Raat)