Hans Le Ga Le from Jaal Movie (Sachin Dev Burman)

Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya

Maariya maariya

Dur kahin ek taara karata hai yeh ishaara

Jit hai aaj usiki jisane sab kuchh haara
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat toh dhang se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Maariya maariya

Dur nagariya teri rasta hai anjaana
Dur nagariya teri rasta hai anjaana
Raah mein milanewaale raah mein chhod na jaana
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan

Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Maariya maariya

Tod ke naate saare chali hoon unake dwaare

Ghar aangan se kahi woh apna mujhe pukaare
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan
Sine mein tufaan hai jalane ka armaan hai
Kaise yeh jaagi agan
Has le ga le dhum machaale duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai
Kaise yeh jaagi agan
Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Ma ma maariya maariya ma ma maariya maariya
Maariya maariya
Has le ga le dhum machaale, has le ga le dhum machaale
Duniya paani hai
Keh le dil ki baat sajan se raat suhaani hai...

Song Details
Movie
Jaal
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Jaal

Chori Chori Meri Gali Aana Ha
De Bhi Chuke Hum Nazrana
Hans Le Ga Le
Jor Laga Ke Haiya
Pighla Hai Sona
Soch Samajh Kar Dil Ko Lagana
Ye Raat Ye Chandni Phir Kahan

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Piya Bina Piya Bina (Abhimaan)
Jo Hai Diwane Pyar Ke (Baat Ek Raat Ki)
Na Tum Hame Jano (Baat Ek Raat Ki)