Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra from Naata Movie (Mohinder Singh Sarna)

Dhadke rah rah ke dil bawra
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya
Maujo ka ishara hai ,maujo ka ishara hai
Dekha na kinare ne kya hal hamara hai
Maujo ka ishara hai
Tufa ka dar kaisa jab pas kinara hai

Dastur purana hai, dastur purana hai
Dukh dard chakori ka kab chand se jana hai
Dastur purana hai
Majbur mohabbat hai muhkar jamana hai

Aye dilwalo itna to batlana re
Kya kahta hai deepak se ye parwana re
Kahta hai ye parwana, kahta hai ye parwana
Ulfat me wafa wale jan dete hai najrana
Kahta hai ye parwana
Hai jeet mohabbat ki
Jal jal ke jiye jana

Deewana mastana bulbul pyar me
Kali kali par kya gaye gulzar me
Kali kali par kya gaye gulzar me
Gata hai yahi gana, gata hai yahi gana
Dekho kahi bhawro ki bato me na aa jana
Gata hai yahi gana
Phulo ki mohabbat me kato se na ghabrana

Dhadke dhadke rah rah ke dil bawra
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya
Bhigi bhigi rut hai mausam sawra aaya...

Song Details
Movie
Naata
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, S.Balbir, Shamshad Begum
Lyricist
Tanvir Naqvi

Other Lyrics from Naata

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan
Dhadke Rah Rah Ke Dil Bawra
Ek Muddat Se Deewana Dil
Ghir Ghir Chhayi Mast Ghataye
Is Bewafa Jahan Ka Dastoor Hai Purana
Jawani Jhulti Hai
Lagan Lagi Hai Sajan Milan Ki
Mat Samjho Neer Bahati Hoon
More Salone Kanha Gaana
Sun Sakhi Ri
Suno Suno Ek Nayi Kahani

Other popular Lyrics by Mohinder Singh Sarna

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan (Naata)
Kalayi Me Kali Kali Chhudiya (Papi)
Meri Zindagi Hai Tu (Papi)
Na Pehlu Me Dil Hai (Papi)
Abhi Abhi Bahaar Thi (Papi)
Itna Asar Dikha De (Papi)
Mat Samjho Neer Bahati Hoon (Naata)
Ye Hai Jivan Ki Rail (Mehlon Ke Khwab)
Kaun Kahe Unse (Papi)
Chaahe Shamaa Jale (Papi)