Wo Din Kahaan from Vachan Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye
Sapnon se meethe geeton se pyaare
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye

Bairan wo haay kaun ghadi thi
Palkon ki khidki main khole khadi thi
Bairan wo haay kaun ghadi thi
Palkon ki khidki main khole khadi thi
Anjaanepan se jo aankhen ladi thi
Anjaanepan se jo aankhen ladi thi
Un aankhon ko bhool gaye
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye

Taaron se jhilmil gagan ke neechhe
Taaron se jhilmil gagan ke neechhe
Chhip ke khadi thi main peepal ke peechhe
Chupke se jisne mere nain meenche
Chupke se jisne mere nain meenche
Wo chhaliyaa kahaan gaye
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye

Aa aa
O mere man
O mere man
Ab na aansoo bahaa re
Chhip gaye jab tere qismat ke taare
Qismat ke taare
Kaahe ko pagle tu rah rah pukaare
Rah rah pukaare
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye
Sapnon se meethe geeton se pyaare
Wo din kahaan gaye mere
Wo din kahaan gaye mere...

Song Details
Movie
Vachan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Vachan

Chanda Maama
Is Jahaan Mein
Jab Liya Haath
O Baabu O Jaanewale
Wo Din Kahaan
Yunhi Chupake Chupake
Zara Seekh Lo

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)