Son Titariya from Yamla Pagla Deewana Movie (Nouman Javaid)

Arrey bich bazariya son titariya daare jiyara pe humre doriya
Arrey son titariya, aa bich bazariya
Son titariya aa bich bazariya hey son titariya bich bazariya
Daare humre beare baturiya
Ladiyan ladiyan, ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich
Bazaar filmi haye akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar

Hoo dil pe kaisi jora jori ke hate na nazar mori
Son titariya gori gori karke humre dil ki chori, ladiyan
Akkhiyan ladiyan ladiyan bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan bich bazaar
Ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan bich bazaar

Haye re gori kaayi nakhra dekho hai zaalim bada
Hum toh khud apni hi gali mein ho gaye bhaiya gumshuda
Saamne woh chand ki khoyi pari si aa gayi
Haye rama bich bazariya kaisa kehar daa gayi, ladiyan..
Ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan re bich bazaar

Humree saari herogiri toh bas dhari hi reh gayi
Uss ke rup ke saagar mein toh tail laga ke beh gayi
Saamne woh chand ki khoyi pari si aa gayi
Haye rama bich bazariya kaisa kehar daa gayi, ladiyan..
Ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan re bich bazaar

Haye, son titariya gori gori chal uski hai nigodi
Son titariya gori gori karke humre dil ki chori, ladiyan
Akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan re bich bazaar

Banaras ke, manwa jaisi baah gayi humko, goriya aisi
Kar de hosh ki, aisi taisi humka liyo sambhal
Patli kamarwa, gadar machaaye lut ke manwa, le gayi haye
Har pal uska, naam lagaaye jiyara humaar, ladiyan ladiyan
Ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan re bich bazaar

Ho akkhiyan ladiyan ladiyan re bich bazaar filmi haye akkhiyan
Ladiyan ladiyan re bich bazaar

Ho akhiyan ladiyan

Song Details
Movie
Yamla Pagla Deewana
Artist
Nouman Javaid
Music Directory
Nouman Javaid
Music Label
T-Series
Singers
Krishna Beura
Lyricist
Nouman Javaid

Other Lyrics from Yamla Pagla Deewana

Chamki Jawaani
Charha De Rang
Kadd Ke Botal
Sau baar yeh kahe
Son Titariya
Tinku Jiya
Yamla Pagla Deewana

Other popular Lyrics by Nouman Javaid

Son Titariya (Yamla Pagla Deewana)