Yeh Desh Hai Veer Jawanon Ka from Naya Daur Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Ho
Ye desh hai veer jawaano ka
Albelon ka mastaano ka
Is desh ka yaaron hoy
Is desh ka yaaron kya kahna
Ye desh hai duniya ka gahna

O
Yahan chaudi chaati veeron ki
Yahan bholi shaklen heeron ki
Yahan gaate hain raanjhe hoy
Yahan gaate hain raanjhe masti me
Masti hai jhoome basti mein

Ho
Pedon pe baharen jhoolon ki
Raaho me kataaren phoolon ki
Yahan hasta hai saawan hoy
Yahan hasta hai saawan baalon me
Khilti hai kaliyan gaalon me

Ho
Kahil dangal surkh jawaano ke
Kahin kartab teer kamaano ke
Yahan nit nit mele hoy
Yahan nit nit mele sajte hain
Nit dhol aur taashe bajte hain

Ho
Dilbar ke liye dildaar hain ham
Dushman ke liye talwar hain ham
Maindaan me agar ham
Maindaan me agar ham dat jaaye
Mushkil hai ke peeche hat jaayen...

Song Details
Movie
Naya Daur
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, S.Balbir
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Naya Daur

Aana Hai To Aa
Dil Leke Daga Denge
Ek Deewana
Maang Ke Saath Tumhara
Main Bambai Kaa Baabu
Reshmi Shalwar Kurta Jali Ka
Saathi Haath Badhana
Uden Jab Jab Zulfein Teri
Yeh Desh Hai Veer Jawanon Ka

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)