O Mere Pyaro Zameen Ke Taro from Zameen Ke Tare Movie (Mohinder Singh Sarna)

O mere pyaro zameen ke taro
O mere pyaro zameen ke taro
Jana tumhe hai kaha
O gaadi wale le chalo odake
Maiya hamari jaha
Le chal tu hamko waha

O mere pyaro zameen ke taro
Le jaonga main waha

Kajal laga ke lori sunake
Humko suna ti thi maa
Pyaar se chum ke tukdo ko chumke
Humko sola ti thi maa

Kahdi akeli baat nihare
Maiya hamari jaha
Le chal tu hamko waha

O mere pyaro zameen ke taro
Le jaonga main waha

Khana na maana humne jo maa ka
Humko rulati thi maa
Khilne deke paapi leke
Humko hasati thi maa
Kahdi akeli baat nihare
Maiya hamari jaha
Le chal tu hamko vaha

O mere pyaro zameen ke taro
Le jaonga main vaha

Hum ruth jate aanso bhate
Humko mannati thi maa
Godd mein bithate laado khilake
Humko rijhati thi maa
Kahdi akeli baat nihare
Maiya hamari jaha
Le chal tu hamko waha

O mere pyaro zameen ke taro
Le jaonga main waha

O gaadi wale le chalo odake
Maiya hamari jaha
Le chal tu hamko waha
O mere pyaro zameen ke taro
Le jaonga main waha

Aaa, hooo hooo...

Song Details
Movie
Zameen Ke Tare
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra
Lyricist
Pandit Indra

Other Lyrics from Zameen Ke Tare

Aa Gaya Madari Le Ke Jadu Ki Pitari
Chunnu Patang Ko Kehta Hai Kite
Deep Gagan Ke Tum Ho
Kisi Ka Maa Na Mare
O Mere Pyaro Zameen Ke Taro
Tinke Pe Tinka
Yeh Zameen Hamari

Other popular Lyrics by Mohinder Singh Sarna

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan (Naata)
Kalayi Me Kali Kali Chhudiya (Papi)
Meri Zindagi Hai Tu (Papi)
Na Pehlu Me Dil Hai (Papi)
Abhi Abhi Bahaar Thi (Papi)
Itna Asar Dikha De (Papi)
Mat Samjho Neer Bahati Hoon (Naata)
Ye Hai Jivan Ki Rail (Mehlon Ke Khwab)
Kaun Kahe Unse (Papi)
Chaahe Shamaa Jale (Papi)