Yeh Hawayein Sard Sard Hai from Nasihat Movie (Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah)

Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Ya ilaahi yeh majra kya hai
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Hawao ke kya kya roop badal rahe hai
Jalanewale khud jal rahe hai

Kal thi shola aaj hai shabnam
Yeh kaisa andaaz hai
Yeh kaisa andaaz hai
Mausam jaise rang badalna
Aakhir yeh kya raaz hai
Aakhir yeh kya raaz hai
Patthar ko mom kar de
Patthar ko mom kar de
Mohabbat ki garmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai

Mohabbat mein meri jaan sab chalta hai
Jalanewala kabhi khud bhi jalta hai
Aate jaate yun takrana
Kuchh to baat zaroor hai
Kuchh to baat zaroor hai
Koi na samjhe koi na jaane
Dil ko kya manzoor hai
Dil ko kya manzoor hai
Kya jaane kab shuru ho
Kya jaane kab shuru ho yeh dilo ki daasta
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai...

Song Details
Movie
Nasihat
Artist
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Venus
Singers
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Lyricist
Anjaan, Kaifi Azmi

Other Lyrics from Nasihat

Mera Man Dekhe Sapna
Tum Bahut Haseen Sahi
Yeh Hawayein Sard Sard Hai

Other popular Lyrics by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Hamara Naam Hai Ram Katori (Bajrangbali)
Kuchh Yaad Karo Apna (Bajrangbali)
Ye Raat Hai Pyasi Pyasi (Chhoti Bahu)
Hey Maryada Purshottam Bolo (Bajrangbali)
Hey Ram Tere Raaj Me (Bajrangbali)
Are Jaana Hai To (Bandhan)
Bedardi Daghabaaz (Bluff Master)
Tere Prabhu Jante HaI (Bajrangbali)
Hey Manwa Re (Bajrangbali)
Aa Jao Aa Bhi Jao (Bandhan)