Bikhra Ke Zulfen Chaman Mein from Nazrana Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
Kyon?
Is liye
Ki sharma na jaayein phulon ke saaye
Muhabbat ke nagame tum bhi na gaana
Kyon?
Is liye
Ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye
Bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
Kyon?
Is liye
Ki sharma na jaayein phulon ke saaye

Muhabbat ke bhanvare ki pahachaan kyaa?
Ye kaliyon se puchho hamein kya pata
Muhabbat ke bhanvare ki pahachaan kyaa?
Ye kaliyon se puchho hamein kya pata
Harjaayi hoga
Ham to nahin hain
Kahin sikh lena na tum ye ada
Zubaan par kabhi baat aisi na laana
Kyon?
Is liye
Ki duniyaan se rasm-e-vafa mit na jaaye
Muhabbat ke nagame tum bhi na gaana
Kyon?
Is liye
Ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye

Kaho saath doge kahaan tak mera
Vahaan tak jahaan aasamaan jhuk raha
Kaho saath doge kahaan tak mera
Vahaan tak jahaan aasamaan jhuk raha
Bolo chalogi?
Jo tum le chaloge
Kahin raah mein ho na jaana juda
Mera pyaar dekhega saara zamaana
Kyon?
Is liye
Ki vaade kiye aur kar ke nibhaaye

Bikhara ke zulfein chaman mein na jaana
Kyon?
Is liye
Ki sharma na jaayein phulon ke saaye
Muhabbat ke nagame tum bhi na gaana
Kyon?
Is liye
Ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye...

Song Details
Movie
Nazrana
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Venus Pictures
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Nazrana

Baazi Kisine Pyar Ki
Bikhra Ke Zulfen Chaman Mein
Ek Woh Bhi Diwali Thi
Mele Hain Chiraghon Ki Diwali
Mere Peechhe Ek Diwana

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)