Ae Mere Humsafar from Qayamat Se Qayamat Tak Movie (Anand Shrivastav, Milind Shrivastav)

Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki

Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega ndhera kyoon naa thamega toofan
Ab hai judaai ka mausam do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki...

Song Details
Movie
Qayamat Se Qayamat Tak
Artist
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Qayamat Se Qayamat Tak

Ae Mere Humsafar
Akele Hain To Kya Gum Hai
Gajab Ka Hain Din
Papa kehte hain bada naam

Other popular Lyrics by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Mai Bhi Jawan (Tan Badan)
Papa kehte hain bada naam (Qayamat Se Qayamat Tak)
Pehla Pehla Pyaar Hai (Woh Phir Ayegi)
Didi Meri Karde Kshama (Jalwa)
Bom Bom Bombay Meri Hai (Rakhwala)
Aag Lag Rahi Hai (Rakhwala)
Mud Mud Ke Na Peeche (Anjaane Rishtey)
Saath Ka Mard Sola Ki Janani (Anjaane Rishtey)
Kisi Ko Mai Aisi Lagti Hu (Tan Badan)
Jaao Ji Kaha Jaaoge (Anjaane Rishtey)