Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Dil hoke jawan ye kahin khone ke pe majbur hain
Duniya ka ho kuch bhi chalan
Ye dil ka dastur hain
Hum dubein nashe mein
Dil masti mein ye choor hain
Aise mein tu jo bhi kahein
Mujhko woh manjoor hian
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Dil lehi liya yo
Dil wapas na karna sanam
Tumse kabhi hoke juda
Zinda rahenge na hum
Jaan jaaye to kyaa hain
Kabhi tutein na dil ki kasam
Ye zindagi rahe na rahein
Ye pyaar hoga na kam
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Woh bhi kyaa ghadi thi
Mile hum tum kahin jab mile
Paagal huyi dhadkan jawan
Saanso mein kyaa ghul khile
To ab humein teri nayi chahat ke deepak jalein
Khabon ki ye duniya saji
Aankhoke palko tale
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil..
Ek dil mera kanwara
O jaaneman tha besahara
Ho gaya ye kyaa ishara
Dil raha na dil na hamara
Dil se dil jo mila gaya toh kyaa bura huaa
Sil sila suru to ho gaya hain pyaar ka
Bacha ke jo rakha tha dediya hain
Ab tumhi ko ek dil...
Ek Dil Mera Kanwara |
Kahan Chamke Kidhar Chamke |
Main Khush Hoon |
Naache Man Tan Tan Re |
Tum Base Ho Mere Dil Mein |