Maine Tujhse Pyar Kiya Hai from Suryaa: An Awakening Movie (Various Artists)

Maine tujhse pyar kiya hai
Isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi
Maine tujhse pyar kiya hai
Isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi

Maine tujhse pyar kiya hai
Isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi
Maine tujhse pyar kiya hai

Ek phul chuna hai maine
Ek phul chuna hai maine
Itne bade chaman se
Ek sitara chura liya hai
Itne bade gagan se
Sari dunia dekhi maine koi
Mujhko jacha nahi
Tere aage sar jhukta hai
Tere aage sar jhukta hai
Kyu jhukta hai pata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi
Maine tujhse pyar kiya hai

Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Apne apne khwab bune
Yuhi khyalo me akele
Tu mujhko achi lagti hai
Kyu lagti hai pata nahi
Tu mujhko acha lagta hai
Kyu lagta hai pata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi

Maine tujhse pyar kiya hai
Isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi
Maine tujhse pyar kiya hai
Isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi
Maine tujhse pyar kiya hai...

Song Details
Movie
Suryaa: An Awakening
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist
Santosh Anand

Other Lyrics from Suryaa: An Awakening

Aa Bhagwan Ke Ghar Aa
Allam Gallam Sajana
Ek Nai Subah Ka Paigam
Maine Tujhse Pyar Kiya Hai
Pyar Kahe Banaya Ram Ne

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)