Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon from Sachai Ki Taqat Movie (Various Artists)

Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Jawani dhal gayi teri abhi tak nojawa main hu
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon

Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Meri ja arsh par hai tu meri ja arsh par main hu
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon

Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Dikhao kam tum apna
Dikhao kam tum apna
Batao naam tum apna
Batao naam tum apna
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Nag kehte hai
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Aag kehte hai
Magar ye aag thandi hai thandi hai
Ye chunri lal lal lal
Ye chunri lal jhandi hai
Ye chunri lal jhandi hai
Nahi mujhe khatra main khatre ka nisha hu
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon

Suno sahib tumhi bole
Ye tala aap hi kholo
Ye tala aap hi kholo
Isi ke pas chabi hai
Magar ye to sharabi hai
Magar ye to sharabi hai
Abhi tak hosh me hai ye
Magar josh me hai ye
Magar josh me hai ye
Hua kya mard bacha hai
Hua kya mard bacha hai
Hato chhodo hato chhodo hato chhodo
Hato chhodo ye chhakka hai
Hato chhodo ye chhakka hai
Haye haye hame kisne pukara hai
Ye saki to humara hai
Ye saki to humara hai
Ise tum sath le jao bhari barat le jao
Ise tum sath le jao bhari barat le aao
Isi ki aaj hai shadi
Ye shadi hai ke barbadi
Ye shadi hai ke barbadi
Banegi khub ye jodi

Agar ye hai magar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Ye mahua bada nigoda
Ke mere pichhe dauda
Pahle chuma chata
Mujhe fir isne kata
O meri jan bacho logo vaid bulao
Bada hai ye jahrila
Bichhu nila pila
Bichhu bichhu bichhu bichhu bichhu...

Song Details
Movie
Sachai Ki Taqat
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Johny Whisky, Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt)
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Sachai Ki Taqat

Aisa Ab Tak Hua Nahin
Kashi Ko Dekha Nahin
Maine Chaha Tha Tumehein
O Raniji Are O Maharaniji
Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)