Ham Beqarar Hain from Na-Insaafi Movie (Bappi Lahiri)

Ham beqarar hain
Mausam hain beqarar
Dil dhadak raha hain kyun
Aaj aise baar baar
Shayaad yahi pyaar hain oo
Shayaad yahi pyaar hain aa
Shayaad yahi pyaar hain
Ham beqarar hain
Mausam hain beqarar
Dil dhadak raha hain kyun
Aaj aise baar baar
Shayaad yahi pyaar hain oo
Shayaad yahi pyaar hain haa aa
Shayaad yahi pyaar hain

Aaya abhi abhi
Hatho mein hath hain
Kyun lag raha hain
Ye janmo ka saath hain
Aankhein khuli hain hum
Sapno mein kho gaye
Hum ko khabar nahi
Din hain yaa raat hain
Tu saath hain magar
Tera hain intezaar
Shayaad yahi pyaar hain oo
Shayaad yahi pyaar hain haa aa
Shayaad yahi pyaar hain

Purab se jhoom ke
Kaali gahata uthi
Ye kyaa nasha leke
Purva hawa chali
Saanson mein chal rahi
Ye kaisi aandhiyan
Bechaini dil mein hain
Ye pyaas kyaa jagi
Baadal ye kyaa gire
Barsi ye kyaa phuhaar
Shayaad yahi pyaar hain oo
Shayaad yahi pyaar hain haa aa
Shayaad yahi pyaar hain...

Song Details
Movie
Na-Insaafi
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Venus Records
Singers
Amit Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Na-Insaafi

Aankhon Se Chhune Do
Bombai Ki Kasam
Ham Beqarar Hain
Main Hoon Babusha
Ram Laxman Ki Jodi

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)