Bahut Shukriya Badi Meherbani from Ek Musafir Ek Hasina Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Bahut shukriya badee meherbanee
Meree jindagee me hujur aap aaye
Kadam chum lun ya, ke aankhe bicha du
Karun kya yeh meree, samaj me na aaye
Bahut shukriya

Karun pesh tum ko, najarana dil ka
Najarana dil ka
Karun pesh tum ko, najarana dil ka
Najarana dil ka
Ke ban jaye koyee afasana dil ka
Khuda jane aisee suhanee ghadee phir
Khuda jane aisee suhanee ghadee phir
Meree jindagee me palat ke na aaye
Bahut shukriya badee meherbanee
Meree jindagee me hujur aap aaye
Bahut shukriya

Khushee toh bahut hai magar yeh bhee gam hai
Magar yeh bhee gam hai
Ke yeh sath apna kadam do kadam hai
Magar yeh musafir duwa mangta hai
Magar yeh musafir duwa mangta hai
Khuda aapse phir kisee din milaye

Bahut shukriya badee meherbanee
Meree jindagee me hujur aap aaye
Bahut shukriya

Mujeh dar hai mujh me, gurur aana jaye
Lagu jhumne me, surur aa na jaye
Surur aa na jaye
Kahee dil na meraa, yeh tarif sun kar
Kahee dil na meraa, yeh tarif sun kar
Tumhare bane aur mujeh bhul jaye

Bahut shukriya badee meherbanee
Meree jindagee me hujur aap aaye
Kadam chum lun ya, ke aankhe bicha du
Karun kya yeh meree, samaj me na aaye
Bahut shukriya...

Song Details
Movie
Ek Musafir Ek Hasina
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Ek Musafir Ek Hasina

Aap Yun Hi Agar Humse Milte Rahe
Bahut Shukriya Badi Meherbani
Hame Chahe Badnam Kar De
Humko Tumhare Ishq Ne
Main Pyar Ka Rahi Hoon
Mujhe Dekhkar Aapka Muskurana
Phir Tere Shehar Mein
Teree Talash
Tumhe Mohabbat Hai
Udhar Woh Chal Chalte Hain

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)