Khile Hai Sakhi Aaj Phulwa from Grahasti Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Khile hain sakhi aaj phulwa man mein
Khile hain sakhi aaj phulwa man mein
Jaaungi sasural dulhan ban ke
Jaaungi sasural dulhan ban ke
Khile hain sakhi aaj phulwa man mein
Khile hain sakhi aaj phulwa man mein

Baajegi morey ghar shahnaayi
Baajegi morey ghar shahnaayi
Layenge dulha morey kanhaayi
Laayenge dulha morey kanhaayi
Jhomega manwa royengi ankhiyaan
Lagegi apni hi duniya paraayi
Aayenge mohe yaad din bachpan ke
Jaaungi sasuraal dulhan ban ke
Jaaungi sasuraal dulhan ban ke
Khile hain sakhi aaj phulwaa man mein

Kholenge ghunghta jab saanwariya
Kholenge ghunghta jab saanwariya
Maaroongi aisi zulmi nazariya
Maaroongi aisi zulmi nazariya
Aahen bharenge
Paiyaan padenge
Binti karenge wo saari umariya
Karungi pee se baat main tan tan ke
Karungi peese baat main tan tan ke
Jaaungi sasural dulhan ban ke
Jaaungi sasural dulhan ban ke
Khile hain sakhi aaj phulwa man mein
Khile hain sakhi aaj phulwa man mein...

Song Details
Movie
Grahasti
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Grahasti

Aaj Mili Ek Ladki
Ding Dong Ding Dong
Ja Ja Re Ja Deewane Ja
Jaane Teri Nazro Ne Kya Kar Diya
Jeevan Jyot Jaley
Khile Hai Sakhi Aaj Phulwa
Payal Khul Khul Jaaye Ram
Wo Aurat Hai Jo Insano Ki
Zara Dekh Sanam

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)