Jane Jaan Paas Aao from Yeh Rastey Hain Pyar Ke Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Jane jana pas aao aao na kya kaha soch lo
Ye hawaye kya kahegi ye nazare kya kahege

Do jawan dil magar dur dur
Jal rahe hai apni apni aag me aao na

Hawao ko dekho nazaro ko dekho
Jo mujhse hai badke hanseen

Mera husn to hai nigaho ka dhokha
Ye dhokha na khana kahi

Jane bahar jane jigar raksh
Ki in chanchal lehro me

Kyu na hum dono bah jaye
Chillane do in sazo ko

Hum chupke se kuchh kah jaye
Aao sarajo pas aa jao

Ghulti milti in sanso
Ki khushboo jivan jyot banegi

Preet hasengi hey na
Ye sanso ki khushboo ye bato ka jadu

Ye sajish hai halat ki
Ye nagmo ki barish ye sazo ki halchal
Hai bas ek hi raat ki

Ye khamoshi ye aadhi raat chand ki
Aankhe aujhal aujhal

Aise me kyu na hum dono chalte jaye
Badhte jaye aur jaha aakash
Zameen se mil jaye

Dam tod de hum dono subha
Swere koi pharishta
Shehar ko aaye dekhe do thandi lasho ko

Aur shabnam ke katre
Chunkar unko ek kafan pehna de

Mera is safar me ye pehla kadam hai
Chalungi jidhar le chalo

Na raho se vakif na malum manzil
Main hu bekhabar le chalo

Main hu bekhabar le chalo
Main hu bekhabar le chalo...

Song Details
Movie
Yeh Rastey Hain Pyar Ke
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Ultra
Singers
Sunil Dutt, Asha Bhosle
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Yeh Rastey Hain Pyar Ke

Aaj Yeh Meri Zindagi
Jane Jaan Paas Aao
Tum Jis Pe Nazar
Yeh Khamoshiya
Yeh Rastey Hain Pyar Ke (Title)

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)