Koi Lauta De Mere from Door Gagan Ki Chhaon Mein Movie (Various Artists)

Albele din pyare mere bichhde sath sahare
Haye kaha gaye, haye kaha gaye
Aankho ke ujiyare meree sunee raat ke tare
Haye kaha gaye

Koyee lauta de mere bite huye din
Koyee lauta de mere bite huye din
Bite huye din woh mere pyare palchhin
Koyee lauta de mere bite huye din
Koyee lauta de mere bite huye din

Mere khwabo ke mahal, mere sapno ke nagar
Pee liya jinke liye maine jivan kaa jahar
Aaj main dhundu kaha kho gaye jane kidhar
Aaj main dhundu kaha kho gaye jane kidhar
Bite huye din woh mere pyare palchhin
Koyee lauta de mere bite huye din
Koyee lauta de mere bite huye din

Main akela toh na tha the mere sathee kai
Ek aandhee see uthee jo bhee tha leke gayee
Aise bhee din the kabhee
Meree duniya thee meree
Aise bhee din the kabhee
Meree duniya thee meree
Bite huye din woh mere pyare palchhin
Koyee lauta de mere bite huye din
Bite huye din woh mere pyare palchhin
Koyee lauta de mere bite huye din
Koyee lauta de mere bite huye din...

Song Details
Movie
Door Gagan Ki Chhaon Mein
Artist
Various Artists
Music Directory
Kishore Kumar, Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar, Krsna
Lyricist
Lalit Pandit, Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Other Lyrics from Door Gagan Ki Chhaon Mein

Aa Chal Ke Tujhe
Chhod Meri Baiyyan
Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hai
Khoya Khoya Chanda
Koi Lauta De Mere
O Jag Ke Rakhwale
Path Bhula Ek Aaya Musafir
Rahi Tu Ruk Mat Jaana

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)