Aa Tu Aa Zara Dil Mein Aa from Phoolon Ki Sej Movie (Penupatruni Adinarayana Rao)

Aa tu aa zara dil mein aa
Dil mein aake phir nahin jaa
Tu hai hasin main hun jawan
Aajaa dilaruba

Aa tu aa mujhe apana bana
Dil se dil ka taar mila
Main hun zamin tu hai
Gagan mausam alabela
Aa tu aa mujhe apanaa bana

Nili ghata chhne lagi
Dil ki lahar gaane lagi
Nili ghata chhne lagi
Dil ki lahar gaane lagi
Mann ka mor machaye shor
Ishq pe kya kisi aur ka zor o

Aa tu aa zara dil mein aa
Dil mein aake phir nahin jaa
Tu hai hasin main hun jawan
Aajaa dilaruba
Aa tu aa zara dil mein aa

Khilate kamal laharayen
Dil mein agan sulagayen
Khilate kamal laharayen
Dil mein agan sulagayen
Tujhase jabase aankh lagii
Us din se na aankh lagi
Aur nahin sulaga

Aa tu aa mujhe apana bana
Dil se dil ka taar mila
Main hun zamin tu hai
Gagan mausam alabela
Aa tu aa mujhe apanaa bana

Badal parwat ko chume
Dil pagal ban kar jumhe
Badal parwat ko chume
Dil pagal ban kar jumhe
Teer hawa kar tann pe lage
Mann mein mitha dard jage
Tu hi dawa ban ja

Aa tu aa zara dil mein aa
Dil mein aake phir nahin jaa
Tu hai hasin main hun jawan
Aajaa dilaruba

Aa tu aa mujhe apana bana
Dil se dil ka taar mila
Main hun zamin tu hai
Gagan mausam alabela
Aa tu aa mujhe apanaa bana...

Song Details
Movie
Phoolon Ki Sej
Artist
Penupatruni Adinarayana Rao
Music Directory
Penupatruni Adinarayana Rao
Music Label
Saregama
Singers
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Phoolon Ki Sej

Aa Bhi Ja Rasiya
Aa Tu Aa Zara Dil Mein Aa
Aaj Ki Raat Mohabbat Ka Nasha
Aayega Koi Humraaz
Jane Mujhe Kya Ho Gaya
Phoolon Ki Sej (Title)
Pyar Ko Madhur
Shubh Din Aaya Bahar Ka
Taron Ki Ankhon Ka

Other popular Lyrics by Penupatruni Adinarayana Rao

Aaj Ki Raat Mohabbat Ka Nasha (Phoolon Ki Sej)
Jane Mujhe Kya Ho Gaya (Phoolon Ki Sej)
Taron Ki Ankhon Ka (Phoolon Ki Sej)
Shubh Din Aaya Bahar Ka (Phoolon Ki Sej)
Pyar Ko Madhur (Phoolon Ki Sej)
Phoolon Ki Sej (Title) (Phoolon Ki Sej)
Aayega Koi Humraaz (Phoolon Ki Sej)
Aa Tu Aa Zara Dil Mein Aa (Phoolon Ki Sej)
Aa Bhi Ja Rasiya (Phoolon Ki Sej)