Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya from Qawwali Ki Raat Movie (Iqbal Qureshi)

Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa

Ho
O o o o o
Thhaa mazaa phool ke na khilne mein
Thhaa mazaa phool ke na khilne mein
Lutf thhaa aap ke na milne mein
Aaj se lutf e intezaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa

Ho
O o o o
Ham ko aadat nahin machalne ki
Ham ko aadat nahin machalne ki
Koyi soorat nahin bahalne ki
Bewafaa kar ke beqaraar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaaa

Ho
Oo oooooo
Ab na kashti na ab kinaara hai
Ab na kashti na ab kinaara hai
Ab khudaa ka hi ek sahaara hai
Na khuda beech mein utaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Zindagi bhar ka raazdaar gayaa
Dil gayaa dil ka aitbaar gayaa...

Song Details
Movie
Qawwali Ki Raat
Artist
Iqbal Qureshi
Music Directory
Iqbal Qureshi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Lyricist
Shewan Rizvi

Other Lyrics from Qawwali Ki Raat

Aa Mein Bataoon
Aye Jane Nazar Chilman
Dekh Kar Meri Taraf
Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya
Husnwale Husn Ka
Jate Jate Ek Nazar
Kahne Wale Tu Bhi (Title)
Pyar Ki Hasrate Khak
Wah Chand Sa

Other popular Lyrics by Iqbal Qureshi

Wo Ham Na The (Cha Cha Cha)
Ik Chameli Key (Cha Cha Cha)
Taane Tandane Taane (Bindya)
Dar Pe Aaye Hai (Love In Simla)
Kushi Jisane Khoji (Cha Cha Cha)
Ek lali ghar (Cha Cha Cha)
Tumse Maano Na (Cha Cha Cha)
Main Apne Aap Se (Bindya)
Hari Om Ka Tha Aarambh (Bindya)
Itna Na Sata Ki Koi Jaane (Bindya)