Khudaya Khudaya from Boxer Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal))

Din gujarta hai
Raat dhalti hai
Zindagi gum ke sath chalti hai
Aati hai ek hi awaz
Jab mohabbat ki baat chalti hai
Kya
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya

Ye haalat na banti
Ye surat na hoti
Har ek sham
Subah kayamat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya

Hum tumko bataye kaise
Hum tumko bataye kaise
Hote hai mohabbat vale
Parde me hasi ke chup kar
Rote hai mohabbat vale
Rote hai mohabbat vale
Ager tum samjhte
Mohabbat ka matlab
Ager tum samjhte
Mohabbat ka matlab
To izhar karne ki
Jarurat na hoti
To izhar karne ki
Jarurat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya

Is dil ka bura ho jis ne
Is dil ka bura ho jis ne
Humko na kahi ka chhoda
Tum jaise wafa dusman ne
Umid ka naata joda
Umid ka naata joda
Baharo ne apna
Nashe man na jalta
Baharo ne apna
Nashe man na jalta
Ager baag ba
Se sararat na hoti
Ager baag ba
Se sararat na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti

Hum par to fida hai mehfil
Hum par to fida hai mehfil
Jalte hai kai raato se
Hoti hai vo baate aksar
Dil darta hai in baato se
Dil darta hai in baato se
Ye manzil kabhi
Zindagi me na aati
Ye manzil kabhi
Zindagi me na aati
Ager dosto ki inayat na hoti
Ager dosto ki inayat na hoti
Khudaya

Ye haalat na banti
Ye surat na hoti
Har ek subah shyam na hoti
Khudaya khudya
Mohabbat na hoti
Khudaya mohabbat na hoti...

Song Details
Movie
Boxer
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Asad Bhopali

Other Lyrics from Boxer

Do Nain Bechain
Janu Na Janu Na
Khudaya Khudaya
Mai Na Kisi Ka Aitbar Karungi
Tumne Jo Samja Hai Mujhko

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ajnabi Tum Jane Pechane Se (Hum Sab Ustad Hain)
Apna Ghar Hai Swarag Se Sunder (Swarag Se Sunder)
Devi Mata Rani (Swarag Se Sunder)
Mere Dil Mein Halki Si (Parasmani)
Koyee Jab Rah Naa Paye Mere Sang Aaye (Dosti)
Rahi Manva Dukh Ki Chinta Kyu Satati Hai (Dosti)
Allah Kare Tu Bhi Aa Jaye (Mr. X in Bombay)
Mere Mehboob Qayamat Hogi (Mr. X in Bombay)
Mai Na Kisi Ka Aitbar Karungi (Boxer)
Pyar Baant Te Chalo (Hum Sab Ustad Hain)