Hona Tha Jo Ho Gaya By Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai

Ab teri baho me pyar ki raho me
Ab teri baho me pyar ki raho me sare jaha ko bhul jana hai

Hai jab tak ye jaa mere meharba, kasam pyar ki tera sath ho

Ye wada karo wafa me sada
Labo pe tere meri bat ho
Eye jane jigar mere hamsafar tu mere jine ka bahana hai
Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho me pyar ki raho me sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai

Har ek arzu hai puri hui chalo pyar ka fasana likhe

Mujhe pyar ki deewani sanam tujhe pyar ka deewana likhe
Kisi ne kabhi kahi na suni aisi kahani ban jana hai
Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai
Ab teri baho me pyar ki raho me sare jaha ko bhul jana hai
Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai
Hona tha jo ho gaya hai, khona tha dil kho gaya hai..

Song Details
Movie
Badmaash
Artist
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Directory
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label
Royal Music
Singers
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Lyricist
Satish

more lyrics from Badmaash

Aamchi Mumbai
Aanchal Dhalne De
Aashiq Aashiq
Hona Tha Jo Ho Gaya
Jaam Chhalka E Jaa
Pehle Nahi Thi Kabhi
Saari Duniya Kare
Ya Ela Hi