Zindagi Jhoomkar By Nusrat Fateh Ali Khan

Aa…

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Khwaab aankhon mein lekar deewane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki jaan ki baazi lagaane ko hai

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Bus nigahein mili aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya..

Song Details
Movie
Aur Pyaar Ho Gaya
Artist
Nusrat Fateh Ali Khan
Music Directory
Nusrat Fateh Ali Khan
Music Label
Saregama
Singers
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist
Javed Akhtar

more lyrics from Aur Pyaar Ho Gaya

Ek Din Kahin
Humse Rahoge Kya Hamesha
Jagi Huyi Fizayen
Koi Jane Koi Na Jane
Meri Sanson Mein
Sitaara Aankhein
Thodasa Pagla Thoda Diwana
Uttar Dakshin Purab Pashchim
Zindagi Jhoomkar